Friday, May 29, 2009

Hindi SMS


Sabhi JUNGALI Jaanwaro Ko
Suchit Kiya Jata Hai Ki
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aap To Aise Dekh Rahe Ho,
Jaise Suchna Aap Ko Di Ja Rahi Hai....

Sabi puchte hai ki hum muskurate kyun nhi,
Humare zakhmo ko koi janta hi nhi.
Hum tanha hai kitne ye hum hi jante hai,
Humein gam honge itne koi manta hi nhi.

Sabke hote hue b tanhai mili hai,
Wafa kar k b burai mili hai.
Jitni dua ki kisi ko paane ki,
Us se jyaada uski judaai mili hai.

Sabki khushi ki chah karte hai,
bas itna sa gunaah karte hai.
Aaj phir unke intezaar main bethe hai,
dekhna hai yaaro kab woh hame yaad karte hai.

Sache dil se karo fariyaad to
Duniya ki har ek cheez milti hai.
Jis par khuda ki rehmat ho jaye
Use kaanto me bhi khushbu milti hai.

Sache dost ki 3 Nishaniyan:-

1.Bewaqt Miss Call Karega.
2.SMS Muskura k Padhega.
3.Neeche Mat Padhna..-
.
.
.
.
.
Jo Kaam Mana Karo,
bavkoof Woh Zaroor Karega.

Sachi hai dosti aazma ke dekh lo,
karke yakin mujh pe
kuch farma ke dekh lo.
Badalta nahi sona apna rang kabhi,
chahe jitna marzi aag me jalake dekh lo.


Safar mohabbat ka chalta rahe,
suraj chahe har shaam dhalta rahe.
Kabhi na dhalegi apni dosti ki subah,
chahe har rishta rang badalta rahe.

Sahab mujhe dhokha nahin de sakte
Naukrani: Malkin aap udaas kyon hain?
Malkin: Tumhare sahab apne office ki kisi ladki se pyaar karte hai.
Naukrani: Nahin, sahab mujhe dhokha nahin de sakte.

Salary meri ho
Ansoon tere nikle aur ankhein meri ho
dil tera dhadke aur dhadkane meri ho
khuda kare hamari dosti itni gehri ho
ki naukri tum karo aur salary meri ho...

Samander se seekhi hai pyar ki gehrai,
raat se seekhi hai lambi tanhai.
Chaand se seekha hai hamne didar-e-yaar,
aur tumse seekha hai sirf intezar.

Samjte hai wo k pathar hai hum,
unko thokar maar jaenge.
Woh bewafa ek baar keh de nafrat hai hamse,
khuda kasam pathar to kya,
phool bankar b raah mei nahi aenge.

Samundar ke kinare baithe hain,
Kabhi to lehar aayegi.
Kismat badle na badle,
atleast CHAPPAL TO DHUL JAYEGI.
Think +ve :-)

Sanso ka pinjra kisi din toot jayega,
phir ye dost kisi tarah choot jayega.
Abhi waqt hai to baat kar liya karo,
kya pata kab ye dost duniya chorh jayega.

Sanso ka thamna hi maut nahi hoti,
sanso ka chalna hi zindagi nhi hoti.
Khud ko dafn krna padta hai dosti ke liye,
kyon ki dost ko dost keh dena hi dosti nhi hoti.

Santa-bachpan me maa ki baat suni hoti
to aaj ye din na dekhna padta.
JUDGE-kya kehti thi maa?
Santa-jab baat hi nhi suni
to kaise batau kya kehti thi.;-)

Sapna kabi sakar nahi hota
mohabat ka koi aakar nahi hota,
sab kuch ho jata hai,
magar Zindagi me dobara
kisi se sacha pyar nahi hota.

Sapna kbhi sakaar nhi hota
mohabbat ka koi akaar nhi hota.
Sab kuch ho jata hai zindagi me,
mgr dobara kisi se pyar nhi hota.

Sapne ki tarah tujhe saja ke rakhu,
Chandini raat ki nazroon se chupa ke rakhu,
Meri taqdir mere saath nahi,
Warna zindagi bhar tujhe apna bana ke rakhu.

Sapno ki tarah aa kar chale gaye,
aapno ko sulakar chale gaye.
Kis bhul ki saza di aapne hume
pehle hasaya phir rula kar chale gaye.

Sapno se dil lagaane ki aadat na rahi,
har waqt muskuraane ki aadat na rahi,
yeh soch kar ki koi manaane nahi aayega..
humein rooth jaane ki aadat na rahi.

Sarak gaya jis ghadi sir se naqaab uska,
le gayaa jaan meri zaalim hijaab uska,
mehekte rehte the jinse mere sham-o-sahar,
ab bhi pannon mein dabaa rakhaa hai gulaab uska,
jab bhi hoti hai koi baat shab-e-mehfil mein,
jikr hota hai her baat mein janaab uska.

Sardaar apni beti ke liye 24 saal ka ladka dekhne Delhi gayaa.
Wahaan se biwi ko ph. karta hai:
"Oh bai toni di mummy,
24 da te koi ni milyeaa,
12-12 de hi do labh laan."

Sath agar aap ho to mehfilo ki kise chah hogi,
sirf hum dono hi chale jis pe esi bhi koi rah hogi.
hum intjar karenge us lamhe ka
jab aapse ab mulakat hogi.

Satyug aane wala hai
Hitler raha nahi,
Saddam pakda gaya,
Bin Laden ka thikana nahi,
Veerapppan mara gaya,
Aap bhi dikhte nahin,
Lagta hai dharti par satyug aane wala hai

Saza Se Nhi Gunah Se Darte Hai,
Zehar Pee Ke Dawa Se Darte Hai.
Dushmano Ke Sitam Ka Khauff Nahi,
Hum To Doston Ke Khafa Hone Se Darte Hai.

Seediyan unke liye hain
jinhe chhat tak jaana hai.
par jo chhuna chahte hain aasman ko,
unhe apna rasta khud banana hai.

Seh liya har dard humne haste haste,
ujd gaya ghar mera yaaro baste baste.
Ab wafa kare to kis se kare yaaro,
wafa karne gaye to bewafa hi mile raste raste.

No comments:

Post a Comment

This Blog is a DoFollow blog. So, if you provide your blog URL in the "Website" Form then it'll serve as backlink to your site.
Note: Please don't spam.