Tuesday, June 30, 2009

Hindi SMS


Jo Tune Diya Usse Hum Yaad Karenge,
Har Pal Tere Milne Ki Faryaad karenge.
Chale Aana Jab Kabhi Khayal Aaye Mera,
Hum Roz Khuda se pehle Tujhe Yaad Karenge.

Juda hain to kya hua doori to nahin,
Baat bhi na ho aisi majboori to nahin.

Nazar nahin aate ho aap to kya hua,
Aakhon mein tasveer apki adhoori to nahin.

Judai aapki rulati rahegi,
yaad aapki aati rehegi.
Pal-pal jan jati rahegi,
jab tak jism mein hai jaan
har saans dosti nibhati rahegi.

Kaaju, baadaam, akhrot, pista, kish-mish..
all dry fruits are tasty but
they are nothing in comparison to you..
Because abey KHAJOOR teri baat hi kuch aur hai!!

Kaanch Ko chahat thi pathhar ko pane ki,
1baar fir tut kar bikhar jane ki.
Bas itni si chahat thi us divane ki,
apne tukdo me uski tasvir sajane ki.

Kaanta na hota to phool ki hifaazat na hoti,
andhera na hota to roshni ki zaroorat na hoti,
agar mil jaati har khushi duniya mein..
to dil ki mulaqaat dard se na hoti.

Kaash koi exam result ka insurance karwaa deta,
to har exam ke pehle premium bharwaa dete,
paas hote to theek,
warna insurance claim karwaa lete..

Kaash kushiyon ki koi dukaan hoti,
humaari us-se pehchaan hoti,
bhar dete aapka daaman khushiyon se..
phir chaahe uski keemat humaari jaan hoti.

Kaash un par hak hamara hota,

chale jaate agar hum jo,
unhone ek baar to pukara hota.
Kya jarurat thi zamane ke saath ki,
agar haath me unke haath hmaara hota.

Kab dusro ka saath nibhate hai log,
aansu ki tarah bichhad jate hai log.
Wo zamana aur tha jab rote the gam me gairo ke,
ab to apno ko rula kar muskurate hain log.

Kab kaun kisi ka hota hai
Sub jhootey rishtey naate hain.
Sub dil rakhney ki batein hain
Sub asal roop chhupate hain.
Ikhlaq se khali log yahan
Lafzon ke teer chalate hain.
I baar nigahon mein aakar
Phir saari umar rulate hain.
Who jis NE diye hain ashk humein
AB us ko bhool hi jaate hain.

Kab Maine Kaha Ki Chandi Aur Sona Chahiye
Bas Aapke Dil Me Ek Chota Sa Kona Chahiye.
Keh Sake Jise Hum Dil Se Apna
Aisa Bhi toh koi Dost Hona chahiye.!

Kab Maine Kaha Ki Chandi Aur Sona Chahiye,
Bas Aapke Dil Mein Ek Chota Sa Kona Chahiye.
Keh Sake Jise Hum Dil Se Apna,
Aisa Bhi to koi apna Hona chahiye.

Kab unki Palko s Izhaar hoga,
Dil k kisi kone me hamare liye Pyar hoga.
Guzarti hai Raat unki Yaad me,
kabhi to unko bhi hamara Intezar hoga.

Kabhi dost kehte ho kabhi dua dete ho,
kabhi bewaqt neend se jagaa dete ho,
par jab bhi sms karte ho..
ek lamha zindagi ka badhaa dete ho.

Kabhi hasata hai pal,
kabhi rulata hai pal,
har pal ki yaad dilata hai yeh pal,
chaho ya na chaho,
par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pal.

Kabhi hauslaa bhi aazmaa lena chaahiye,
bure waqt mein muskuraa lena chaahiye,
agar saatve din bhi khujli na mite to..
aathve din nahaa lena chaahiye.

Kabhi hum se jikar-a-judai mat karna
is dil se kabhi rusvai mat karna.
jab dil uth jaye humse bta dena.
na batakar plz bewfai mat karna.

Kabhi kabhi sapne chur ho jate hain,
Halat se Dost bhi door ho jate hain.
Par yeh yaadein har pal itna satati hain ki,
aap ko sms karne ko hum majboor ho jate hain.

Kabhi khushi kabhi gham,
Mere sms na honge kam.
Kabhi alvida na kahna,
Sms kerte rehna.
Dhoom,
Mera sms padh kar jhoom.
Phir hera pheri,
Ab sms ki bari teri.

Kabhi kisi baat ko dil se na lgana,
agar koi gam ho to hme jroor btana.
Tumare liye hamare pas waqt hi waqt hai
jab dil bhar aye to chale aana.

Kabhi koi apna anjaan ho jaata hai
Kissi anjaan se Pyaar ho jaata hai.
Zaruri nahi jo khushi de ussi se Pyaar ho
Dil todne waalon se bhi aksar Pyaar ho jaata hai.

Kabhi mir toh kabhi ghaalib keh kar pukaara,
waah ri duniya toone mujhe naam ki chaahat mein duba kar maara..
kabhi peeth mein dhoke se to kabhi andhere mein,
waah ri duniya na kabhi toone saamne se maara..
kal tha bechaara to toone nashtar-e-lafzon se maara,
aaj hua aawaara to toone pathar-ro se maara..
waah ri duniya..waah ri duniya..

Kabhi nam na ho yeh maasoom nigaahein,
meri aarzoo hai aap sadaa muskuraayein,
gham ke saaye hum talak hi rahein,
tere aashiyaane mein sadaa bahaarein hi aayein.

Kabhi Num N Ho Jaye Masoom Nigahen,
Meri Aarzu Hai Tu Sada Muskurye.
Ghum ke Saye Rahen Hum Tak Hi,
Tere Aashiyan me Humesha baharen Aayen.

No comments:

Post a Comment

This Blog is a DoFollow blog. So, if you provide your blog URL in the "Website" Form then it'll serve as backlink to your site.
Note: Please don't spam.